Aap Filer Hain Ya Nahi?
FBR ki Active Taxpayer List (ATL) par naam ho to gaari, property aur banking par kam tax katta hai.
Tareeqa 1 — SMS (sab se tez):
Type karein: ATL <space> apna CNIC (bina dash)
Bhejein: 9966
Misal: ATL 3520112345671 → 9966
Tareeqa 2 — FBR ki website:
e.fbr.gov.pk par Online Verification → Active Taxpayer List
CNIC aur date daal kar status dekh lein.
Naam nahi aaya? Ghabrayein nahi.
Iska matlab aap ki pichli return jama nahi hui, ya late hui. Hum aap ko filer bana dete hain — poora kaam online, 15 minute aap ka.
Filer Banna Hai →NTN nahi hai? Woh bhi hum bana dete hain (Rs 2,000) — ya filing ke saath hi.